Posted in Main course, Rajasthani, Rasoi Se !

Matiri ki sabji/ Watermelon sabji

Watermelon/ tarbooj/ matira hum sabko bahut pasand aata hai sath hi sath iske kai faide hai

Hum ise khaa bhi saktey hai aur iska juice bhi banatey hai

Par aaj may iske chilkey ki sabji banana share kar rahi hu

Ye sabji mainey shadi ke baad sikhi 😀😀

Taste- khatta meetha hota hai

Banana bahut easy Continue reading “Matiri ki sabji/ Watermelon sabji”

Posted in Diet Special, Main course, Rajasthani, Rasoi Se !

Masala Khichdi/ Veg Khichdi/ Bengali Khichdi

img_5553 (2)

 

Masala Khichdi/ Veg Khichdi/ Bengali Khichdi dal chawal aur sabjiyo ko mila kar banti hai

Ye khichdi meethi aur spicy dono tarekey se banti hai par sabka bananey ka tareka alag alag hai

Khichdi India ke lagbhag har ghar may banti hai

Ye bahut healthy bhi hoti hai Continue reading “Masala Khichdi/ Veg Khichdi/ Bengali Khichdi”

Posted in Main course, Rajasthani, Rasoi Se !

Aloo Jhol (dahi wala)

Dahi wali aloo jhol ki sabji har Marwadi ke ghar banti hi hai 😀😀😀

Ye ek Rajasthani dish hai jise dahi ki gravy may banaya jata hai jiski wajah se ye thodi khatti aur badi swad ho jati hai

Mere ghar ye sabji vrat may bhi banatey hai bas tab haldi aur jeera nahi daltey aur regular salt ki jagah hum sendha namak ka use karte hai Continue reading “Aloo Jhol (dahi wala)”

Posted in Main course, Rajasthani, Rasoi Se !

Gatte ki Sabji

Rajasthani Cuisine ki famous dish “Gatta”

One of my favourite dish

Gatta besan se banta hai jismay kuch spices add karke dough ready kiya jata hai phir boil karke iski sabji banayi jati hai dahi mila kar

Kuch log ismay dahi ke sath sath pyaz aur tamatar bhi add karte hai 😀😀😀 Continue reading “Gatte ki Sabji”